Referral Banners

Monday, 14 July 2014

Apni Yadein Apni Batein


Apni yadein apni batein le kar jana bhool gaya.
Jane wala jaldi mein tha mil kar jana bhool gaya.
Mud mud kar dekha tha usne jate jate raste mein.
Jaise usne kahna tha kuch jo wo kehna bhool gaya.


No comments:

Post a Comment